love sms for lovers
Yaad rakhne k liye koi cheez chahiye,
Aap nahi to apki tasvir chaciye ,
Par apki tasver hamare dil behla na
sakegi kyunki vo,
Tumhari tahra muskara na sakegi…
Kabhi jo toot ke barsa December,
Laga apna, Bohat apna
December,
Guzar jata hai sara saal yun to,
Nahin kat’ta magar tanha
december,
Bhala barish say kia sairaab
hoga,
Tumharay wasl ka piyasa
december,
Woh kab bichra? Nahi ab yaad
lekin,
Bus itna yaad hai ke tha
December,
Jama poonji yehi hai umar bhar
ki..
Meri tanhai aur Mera December!
hi. dear thanks for visit me ..
''Every Little Smile
''Can Touch Somebody's Heart..
''No One Is Born Happy..
''But We All Are Born With The Ability To Creat Happiness...''
''Good Morning.......
''Smile Stope When
We Close The Lips,
''Dreems End When We Open The Eyes
''Love Ends When We Stop beliving,
''Frindship Ends When We Stop Responsing.........
Dosti- kaho to ek lafz, mano to bandagi, socho to gehra sagar, dubo to zindagi, karo to asan, nibhao to mushkil, bikhare to sara zamana, simte to sirf TUM !
Gulab ki mehak bhi fiki lagti hai,
Kaun si khushbu mujme basa gayi ho tum,
Zindgi hai kya teri chehat ke siva,
Yeh keisa khawb aankho ko dikha gayi ho tum.
Kisi shayar ne maut ko kya
khoob kaha:-
Zindagi me 2 minute koi
mere pas na baitha,
Aaj sab mere pas baithe ja
rahe the,
Koi tohfa na mila aj tak
mujhe or aaj phool hi
phool diye ja rahe the,
Taras gaya may kisi k hath
se diye vo ek kapde ko or
aaj naye naye kapde
odhaye ja rahe the,
Do kadam sath na chalne
ko taiyaar thaa koi,
Aur aaj kafila banakar ja
rahe the...
Aaj pata chala k ''MAUT'' itni
hasin hoti hai.
Kambhakt "HUM" to yuhi
jiye ja rahe the...
Kisi shayar ne maut ko kya
khoob kaha:-
Zindagi me 2 minute koi
mere pas na baitha,
Aaj sab mere pas baithe ja
rahe the,
Koi tohfa na mila aj tak
mujhe or aaj phool hi
phool diye ja rahe the,
Taras gaya may kisi k hath
se diye vo ek kapde ko or
aaj naye naye kapde
odhaye ja rahe the,
Do kadam sath na chalne
ko taiyaar thaa koi,
Aur aaj kafila banakar ja
rahe the...
Aaj pata chala k ''MAUT'' itni
hasin hoti hai.
Kambhakt "HUM" to yuhi
jiye ja rahe the...
Hasane ke baad kyu rulati hai duniya,
Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya,
Zindgi me kya koi kasar baaki thi,
Jo mar jaane ke baad bhi jalati hai duniya…