Experssion of eays can be read by evry one
But,.
Depression of heart can be read
Only
By best one
Care for evry one but dont loss tha best one..
Eνєяутнιηg Iη Lιƒє
Cαηт Mαкє Yσυ Hαρρу ..
Eνєяутнιηg Iη A Dαу
Cαηт Mαкє Yσυ Sαтιѕƒιє∂ ..
Bυт
Tнєяєz OηєTнιηg
Wнι¢н Mαкєѕ Yσυ Fєєℓ Nι¢є ..
Tнαтѕ Lσνє FσяYσυ
Iη Sσмєσηє'ѕ Eуєѕ .
Hi
dard mai koi mousam payara nahi hota, dil ho pyasa to pani se gujara nahi hota, yahi to hamari kamjori hai, ham sub ke ho jate hai bus koi hamara nahi hota
G
O
O
D
M
O
R
I
N
G
Plz. Give me 2 ans.
1.Agar mohabbat bazar me bikti to ap kitni bar kharidte
2.Fool khusbu ke liye toda jata hai par dil kis liye..
(Ans. Plz .
Yaad mein teri aanhe bharta hai koi,
har saans ke sath tujhe yaad karta hai koi,
maut to sachai hai aani hai,
lekin teri judaai mein har roz marta hai koi
Jawani ke din chamkile ho gaye,
aur hasne ke tewar nukile ho gaye,
ham izhaar karne me thoda dhile ho gaye,
aur unke hath peele ho gaye
Nazron ko tera intezaar aj bhi hai,
dil ke aine mein tera aks aaj bhi hai,
tu nahi hai lekin teri yaad aj bhi hai,
tune jo gam diya uska dard aj bhi hai,
dhoonta hun aj bhi tujhe, yeh dil bekaraar aj bhi hai,
maut bhi aa gaye leking zindaa woh pyaar aj bhi hai.
Ik dewaana, ik deewani, rehte hain alag, lekin ik hi hai kahaani,
mohabbat hai in dono ko, lekin kaam na ayee aj bhi jawaani,
milna chahe dono lekin, duniya ke zanjishon mein phase hue,
panchi ki tarhan udna chahe yeh, hava ke ik jharonke se,
yaad karte hain dono lekin, bina ik dusre ko dekhe hue,
khuda ke dargaah mein baithe hain aj haath jode hue,
ki ik dafa mila de khuda, aj zamaane ko rok de,
dil to mil chuke hai, nazron ko bhi mila de,
sapno mein usko dekha hai, aj soorat bhi dikha de,
dil nahi samajhta lekin, gharvaalon ko samjha de,
ik baar usse mila de, ik baar usse mila de,
har baar ye dua karte lekin, mulaaqat na hui kabhi bhi,
talaash rahe hain ik dooje ko dono abhi bhi,
dar hai inhe ik hi, ki mil paaenge ye kabhi bhi,
jawaani to dhal gayee thi, ab to maut bhi le gayee hume,
is janam to na mili, ab agle janam ka intezaar hai,
ye saat janmo ka bandhan nahi, ye sau janmo ka pyaar hai.
Na maaro pattar is sheeshe se dil pe,
pehle se toota hua rakha hai,
phir judne ki umeed hai,
isiliye aj bhi zinda rakha hai,
chot khayee hai bahut gehri,
ab aur nahi kha sakta hai,
pyaar ka maara teer kisi ne to chakna choor ho gaya,
koi kuchal na de mere tukron ko bhi bas isi baat se darta hai.
Dil mein base kuch dard aise, jo sabse chupaata chala gaya,
aansuon ki dharaaon ko patthar banaakar bahaata chala gaya,
tere pyaar ka tha asar aisa, kagaz ke phool bhi mehakte the,
dukh ka ghana saaya hun ab,
mohabbat ki raushni hokar andhere mein badalta chala gaya.
hi
good
moring
agar aashu na hote aakho me
to aakhe etni khubsurat na hoti
agar derd na hota es dil me
to khushi ki kimat pata na hoti
agar bevfaena ki hoti vaqt ne
to vfa ki kbhi chaht na ho ti
agr magne se puri ho jati murade
to us khuda ki yha jarurat na hoti
G
O
O
D
M
O
R
I
N
G