To sign my guestbook, you need to signin first. | |
Humera143 GuestbookAzadkhan53 (11 years ago) Surah Fatiha Allah Ke Gazub Se Bachati Hai Surah Yaseen Qayamat Ke Din Piyas Se Surah Waaqia Fikar Or Faaqay Se Surah Mulk Azaab-E-Qabur Se Surah Kosar Dushmanon Ki Dushmani Se Surah Kaaferoun Maut Ke Waqt Kuffar Se Surah Ikhlaas Munafiqat Se Surah Fallak Hadsoon Se Surah Naas Waswasoon Se Bachati Hain Bohat Qeemti Gift Hai Sanbhaal Ke Rakhein Or Khoob Phelayn Allah Jazaa Dey Ga kaisi ho Dost Azadkhan53 (11 years ago) "B"e"a"u"t"i"f"u"l" SUBAH "c"o"l"o"u"r"f"u"l" DOPEHER "J"o"y"f"u"l" SHAAM "P"e"a"c"e"f"u"l" RAAT Enjoy this "F"a"n"t"a"s"t"i"c" morning...... All FRENDS...... Good Morning...my dear Kaiser ho kiun nahi Itna din AI ho hum aap se Milne k liye be qarar hai Allah asp ko har tarah ki Afaton se hifajot farmaye (aameen) Azadkhan53 (11 years ago) Ashkon ko moti bana deti h. Dosti Zakhmo pr marham laga deti h. Dosti, Jab jine ki wajah hi na bachi ho, Tab maut ko b zindagi bana deti h. Dosti. ikaajazshaam (11 years ago) GOOD MORNING SUBAH KI DOWA SPECIL 4U Tumharay wastay Jitni Dowayen Soch Rakkhi Hen, Ager Likhna Unhein Chahoon Bari Hi Mukhtasar Ye Zindagi Mehsoos Hoti He... So Do Misron Mein Meray Ye Haseen Jazbay Samajh Lena... Tumhari Raat Thehray Paaniyon k Shor Jesi Ho Tumhara Din Tumhary Bachapanay ki Eid Jesa Ho. . ¤IK AAJAZ SHAAM¤ ikaajazshaam (11 years ago) Mere hamsafar teri nazar hain, mere jazba e dil ki ye shiddatai’n meray khawab, meri basaratai’n, meri dharkanai’n,meri chahatai’n jo teray qadam meray sath ho’n, meray sath shums o qamar chalai’n teri qurbato’n me’n samait loo’n, raah e zindagi ki musafatai’n ya rida e jaa'n tujhay sonp du'n, kay na dhoop tujh ko kari lagay kahi’n dukh na tujh ko ata karai'n, sar e dast e gham ki tamazatai’n meray roz o shab kay nisaab me’n, meray pass apna to kuch nahi tera qarz hai meri zindagi, meri saansai’n teri amanatai’n Mere chaand tu hi bata mujhay, kaha’n hai wo mera zamaana’saaz Kaha’n thak k reh gaya karvaa’n, kaha'n reh gain meri sangatai’n Wo jo mausamo’n ka habeeb tha, meri pyasi aankh ka khawab tha Wo mujhay ab be aazeez hai, karay dil per ab be hakomatai'n ¤shaam¤ | |