To sign my guestbook, you need to signin first. | |
duakiyani Guestbook![]() tumne bin bataye sadi kar li ![]() Mere pyar ko thokar mar k ![]() Aur us tym kabhi na pucha kya tum jinda ho ya mar gae ![]() Fir kai mahine bad wapsa aayi ![]() Tab b na pucha ![]() Maine sawal kiya wo b tum safai nahi deti ye kh k taal diya ![]() Aur fir b tum wafa ki baat karti ho ![]() Samj ni ata tumko kya kahu ![]() ![]() Aur rahi baat apna gam sunane ki to wo maine nahi sunaya ![]() Sirf tumse pucha ki Q kiya ye mere sath ![]() Aur tum abhi tak kaha thi jab me pal pal rota tha . ![]() Tab tumhara pyar kaha gaya tha ![]() Aur jab us tym nahi ayi to aj yaha kya lene ayi ho ![]() Itne mahine to khabar na li ki mai jinda hu ya mar gaya ![]() Ajj baat karti ho ![]() ![]() Dua pucha tha par tumko khabar hi kya ![]() Tum kaisi ho ye tum janti ho ![]() Kabhi mujhse pucha ki mai kaise ji raha hu ![]() Aur khatam karne ki bat to theek hi kiya na maine ![]() Jab tum meri koi bat nahi sun sakti to mai q tumhare lie maru ![]() Maine tanha jina sikh liya hai ![]() Aaj maine sabko chor diya hai... Diya piya sabko koi rista nahi rakha kisi se ![]() Tanha jina hai muje na kisi ab jarurat hai muje ![]() Tum to mujhi se wafa na kar pai aur kya kahi tumko ![]() ![]() Loot k mere dil ki nagri, gair ka ghar abaad kiya ![]() Saari duniya janti hai "dua" tune mujhe barbaad kiya ![]() ![]() shoq say toro dil mera...... mujy kia.....? Tm he es main rahtay ho apna he ghar barbaad karo gay ![]() ![]() ![]() ![]() Bethe bethe ankhe meri namm ho jati. Dil rota hai par tu na aata hai. Bs teri yd hi to hai jo mujhe har baar rula jati hai… ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() Chal Rahay Hain Zamane Mai Rishwaton Ke Silsilay, Tum Bhi Kuch Lay Day Ke Mujh Sey Muhabbat Kar Lo…. ! … ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() How r u.???? ![]() Allah apko khushiyo se malamaaal rakhe ![]() ![]() mashAllah.bht mubarik ho ji apko.humary liye dua ki thi?or ap kis k sath gaye thi umraah py? | |