To sign my guestbook, you need to signin first. | |
kiran4288 Guestbookkiran4288 (11 years ago) Tujhse hi to mili hai rahat Tu hi to meri hai chahat Tujhse hi to judi zindagi Teri yaadein hain kuch adhoori Saans aadhi hai kuch hai poori Aankhon mein hai kaisi ye nami Mera mann, kehne laga Paas aake na tu door jaa Chhoone de, honth tere Zara saanson mein apni basa aa... Hmmm.. Tujhe apna bana loon Tujhe tujh se chura loon Tujhe khud mein chhupa loon, Sahiba! Ik mujh pe karam ho Tu hi mera sanam ho Teri mujh pe nazar ho, Sahiba! Hmmm... aa aa... Mar main jaaunga, reh na paaun Gham judai ka seh na paaun Aye tujhe pyaar ka vaasta Teri yaadein hai kuchh adhoori Saans aadhi hai kuch hai poori Aankhon mein hai kaisi ye nami Raat ke chaand tale Aagosh mein meri tu aa Baahon mein le lo mujhe Zara sapno mein apne basa Mera mann, kehne laga Paas aake na tu door jaa Chhoone de, honth tere Zara saanson mein apni basa aa... kiran4288 (11 years ago) O Saiyyan Meri adhoori kahaani Lo daastaan bann gayi Ho Tune chhuaa aaj aise Main kya se kya ban gaya Sehme huey sapne mere haule-haule angdaiyaan le rahe Thehre huey lamhe mere nayi-nayi gehraiyaan le rahe Zindagi ne pehni hai muskaan Karne lagi hai itna karam kyun na jaane Karvat lene lage hai armaan phir bhi hai Aankh num kyun naa jaane O Saiyyan... Odhu teri kaaya Solah sigaar main saja loon Sangam ki ye raina isme tyonhar main mana loom Khushboo teri choo ke kastoori main ho jaaun Kitni pheeki thi main sindoori main ho jaaun Sur se zara behki huyi meri duniya thi badi be-suri Sur mein tere dhalne lagi Bani re piya main bani baansuri Zindagi ne pehni hai muskaan Karne lagi hai itna karam kyun na jaane Karvat lene lage hai armaan phir bhi hai Aankh num kyun naa jaane O Saiyyan... Mere aasmaan se jo hamesha gumshuda thay Chaand taare tune garrdishon ki lay badal di Laut aaye aaj saare... O Saiyyan... | |