Door se dekha to kuchh dikha nahi…
Dooor se dekhaaa… to kuchh dikha nahi…
Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi…
Door se dekha to Patthhar dikhta tha…
Dooor se dekha… to Patthharr dikhtaa thaa…
Paas jake dekha to… suchmuch Patthhar hi thaa.
Door se dekha to paani baras raha tha
Door se dekha to paani baras raha tha
Paas gaya… to bheeg gaya.
Dur se dehka to ‘Dharmendar’ lag raha tha!
Dur se dehka to ‘Dharmendar’ lag raha tha!
Pass se dekha to ‘Bandar’ nikla!!!!
Pakar tumhe sapne sach lagne lage
ajnabi se the jo kabhi aaj apne lagne lage
hota nahin yakin khud ki kismat par
dhadkane hote bhi woh jaan lagne lage…
`
Taras gaye apke deedar ko
phir bhi dil aap hi ko yaad karta hai
humse khusnaseeb to apke ghar ka aaina hai
jo har roz apke husn ka deedar karta hai…
`
Saja kar apni hi aankh hazaar chehron pe
kiya hai maine sada aitbaar chehron pe
main teri bazm me kis – kis se dushmani leta
likha tha naam tera be-shumaar chehron pe…
`
Thi woh koi ladki ya thi woh koi bala
dil uski khoobsoorti mein toh hai bas dhala
kuch lamho ke deedar ke aage na ye dil chala
jaise hua koi jadoo ya dikhayi kisi ne kala…
`
Apke aane se khil gaya hai aangan
aapke saath se jhoom untha hai gagan
aap ho isiliye khush hai sara chaman
aur aapse pyar karne ko hum lenge hazaron janam…
Naraz Hona aapse galti kehlayegi,
Agar aap humse naraz hue to yeh saanse tham jayengi,
Haste rehna hamesha,
Aapki hasi se hamari zindagi savar jayegi…